Shahron Jaisi Chaal, Gussa Awaaz
A gait like cities, a voice of anger
Jo Bhi Aaya Saamne, Samjho Bigde Uske Haath
Whoever came before us, know that their plans were ruined
Sar Phire Iraade, Ziddi Hain
Headstrong intentions, they are stubborn
Chal Aasman Ke Kandhe Chadh Jaaye
Come, let's climb onto the shoulders of the sky
Baandh Tufaan Ko Mutthi Mein
Tie the storm into your fist
Chal Sar Chadhe Dariya Se Lad Jaaye
Come, let's rise above and fight the river
Shak Hai Tujhko Koi, To Humko Aazma
If you have any doubt, then test us
Likh Denge Ek Nai Anokhi Ki Daastaan
We will write a new, unique tale
Chalti Hawaon Ke Rukh Aaj Badalne Ko
The directions of the blowing winds are ready to change today
Chahon Ko Chhod Ke Sooraj Mein Jalne
Leaving behind desires, to burn in the sun
Hum Hain Tayaar
We are ready
Shahron Jaisi Chaal, Gussa Awaaz
Jo Bhi Aaya Saamne, Samjho Bigde Uske Haath
Sar Phire Iraade, Ziddi Hain
Chal Aasman Ke Kandhe Chadh Jaaye
Baandh Tufaan Ko Mutthi Mein
Chal Sar Chadhe Dariya Se Lad Jaaye
Shak Hai Tujhko Koi, To Humko Aazma
Likh Denge Ek Nai Anokhi Ki Daastaan
Chalti Hawaon Ke Rukh Aaj Badalne Ko
Hai Tayaar
Hai Tayaar
Hai Tayaar
Hai Tayaar
Chahon Ko Chhod Ke Sooraj Mein Jalne
Hai Tayaar
Hum Hain Tayaar
शहरों जैसी चाल, ग़ुस्सा आवाज़
जो भी आया सामने, समझो बिगड़े उसके हाथ
सर फिरें इरादे, ज़िद्दी हैं
चल आसमान के कंधे चढ़ जाए
बाँध तूफ़ान को मुट्ठी में
चल सर चढ़े दरिया से लड़ जाए
शक है तुझको कोई, तो हमको आज़मा
लिख देंगे एक नई अनोखी की दास्ताँ
चलती हवाओं के रुख आज बदलने को
है तैयार
है तैयार
है तैयार
है तैयार
चाहों को छोड़ के सूरज में जलने
है तैयार
हम हैं तैयार